wo kaat ke purze udaa rahaa tha
hawaon kaa rup dikha raha tha
kuchh aur bhi ho gayaa numaayan
main apna likha mitaa rahaa tha
usi kaa imaan badal gayaa hai
kabhi jo mera Khudaa rahaa tha
wo ek din ek ajanabi ko
meri kahaani sunaa rahaa tha
wo umr kar rahaa thaa meri
main saal apane badhaa rahaa tha....
Do you Like this story..?

Get Free Email Updates Daily!

Follow us!